@minerarts: Só eu chorei? #anime #shingekinobahamutgenesis #shingekinobahamut #otaku #animescenes

Miner Arts
Miner Arts
Open In TikTok:
Region: BR
Saturday 13 June 2020 19:02:52 GMT
39202
933
14
13

Music

Download

Comments

phis002
Kaslana :
el amor no siempre termina bien 🥹🥹 mi corazoncito de pollo no soportó 💔💔
2025-06-20 06:52:51
1
kademaisel
Kade :
Finales que nunca voy a superar 😭💔
2024-01-29 23:50:15
11
may_araujo085
mayssaaraujodeoliveira :
chorei tanbem🥺
2021-12-10 15:21:50
0
yugitsukasa76
yugitsukasa76 :
Chorei na 1ª temp e na 2ª slk😔
2021-07-29 23:11:07
5
sayuriyoshikawwa
Say My Name: SAYURIYOSHIKAWWA :
como assim tem 2° temporada??? EU NAO SABIAA
2023-06-10 00:35:44
2
dayday1._.4
dayday:p :
ahhh me quema me lastima TnT
2021-08-17 16:17:41
3
diegoviana50
Diego Viana :
😁
2025-03-20 04:47:09
0
txr.vix
Txr Vix :
😂
2025-01-09 00:58:58
0
jinwooxg
jinwoo :
👑
2025-01-02 17:23:32
0
mvttoo.tattoo
Mvttoo Arancibia tattoo :
💔💔💔💔💔 :(8
2024-12-04 04:06:13
0
jhairvargas244
Jhair Vargas250 :
hubiera preferido q mueran juntos a que quede solo fabaro
2024-08-23 13:30:18
1
To see more videos from user @minerarts, please go to the Tikwm homepage.

Other Videos

Mein Sach kahun toh mujhe duniya ki her takleef, her Zulm gawara hai lekin mein Apne Maa-Baap ki Shaan mein gustakhi bardasht nhi kar sakta! Koi mera dill dukhaye, ya phir mujhe bura-bhala kahe mein her Cheez per Sabr kar Sakta hun lekin mujhse mere Maa-Baap ki tauheen bardasht nhi hoti! Kuch log ya phir kuch Rishtey humare Maa-Baap ki takleef ki wajah hote hain! Woh kabhi humare Maa-Baap se Raazi nhi hote! Phir chahe humare Maa-Baap Unke Sath kitni bhi Achai kyun na karen, woh unki Achai ko bhi burai se hi nawazten hain!! Unhe Jab-Jab mauqa milta hai woh humare Walidain ko baaten Sunate hain! Unhe rulate hain! Aur kisi bhi Aulaad ke liye Issey badi Aziyat ki baat aur kya hogi ke koi unke hote huye Unke Maa-Baap per Ungli Uthaye ya phir Unhe rulaye! Zahir hai hum bachon ke liye humare Maa-Baap humari Kull Kaynat hote hain! Koi humse humara Sab kuch cheen le humen Farq nhi padta Han lekin humare Maa-Baap ki Ankhon mein Ansoon humse bardasht nhi hote! Koi bhi Insaan jab humare Maa-Baap ka dill dukhata hai toh woh humare dill se Utar jaata hai aur nazron se girr jaata hai! Ek baar meine Apni Ammi se pucha! Ammi Aap kaise itni takleef aur Aziyat bardasht kar leti ho! Logon se Unhi ki Zaban mein baat kyun nhi kartin! Kyun Aap Sahi hokar bhi ghalat logon ki baaten Sunti ho aur palat ka jawaab bhi nhi deti! Ammi ne kaha! “Beta Khamoshi mein badi taqat hoti hai! Khamoshi mein Sabr Ayan hota hai! Aur Sabr her takleef pey Marham ka kaam karta hai! Toh jab hum Jawaab dene ki taqat rakhte huye bhi Khamosh rehte hain toh uss Waqt hum Allah se Madad maang rahe hote hain! Hum Allah ke hawale Apne mamlat karke ussey Insaaf talab kar rahe hote hain! Aur jab humara Sabr Allah ki bargah mein qubool ho jaata hai toh humare hissey mein Sukoon ki Sukoon aata hai! Isliye mein humesha Apne Mamlat Allah ke Supurd kar deti hun! Na kisi se behes karti hun aur na kisi ko bura kehti hun! Tum bhi meri jaan humesha aisa hi karna! Jab koi tumhare Sath bura kare toh tum Khamosh ho jaana kyun ke Sabr ka pehla qadam Khamoshi hai!” . . . @Taha_110 @TikTok

About